mai jis makaam par hou waha muskuara kar dekh
hatho ki yeh lakkeere to mit sakti hai magar
likha hai jo naseeb mai wo mita kar dekh
Poet by : Shahen shah Miyan
Muhabbat karane vaale kam na honge
terii mehfil mein lekin ham na honge
Pro.waseem bareilvi |
usoolo par agar aanch aaye to takrana zaroori hai,
agar ho zinda to zinda nazar aana zaroori hai
Poet By : Pro. waseem bareilvi
Dr.Nawaaz deobandi |
Anjaam uske haath hai aaghaz karke dekho.
Bheege hue paron se hi parwaaz karke dekho
Poet By: Dr.Nawaaz Deobandi
Amjad Islam Amjad |
Chehare pe mere zulf ko bikhraao kisii din
kyaa roz garajate ho baras jaao kisii din
har kisii se maangate hain ye vafaaon kaa saboot
bevafaa jab se vafaadaaron ke maalik ho gaye
Poet By : Manzar Bhopali
Kaif Bhopali |
un ke Khat aaj hamen tere sarahaane se mile
Poet By: Kaif Bhopali
Dr.Basheer Badar |
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaaye
Poet By: Dr. Bashir Badr
hamein bhi doston se kaam aa padaa yaani
hamaare doston ke bevafaa hone kaa waqt aayaa
Poet By: Hari Chand Akhtar
mujh tak kab un kii bazm men aataa thaa daur-e-jaam
saaqii ne kuchh milaa na diyaa ho sharaab men
Poet By: Mirza Galib
Huyi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai”
“Woh Har Ek Baat Par Kahna, Ke Yu Hota To Kya Hota
Poet By : Mirza Galib
saaqii ne kuchh milaa na diyaa ho sharaab men
Poet By: Mirza Galib
Huyi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai”
“Woh Har Ek Baat Par Kahna, Ke Yu Hota To Kya Hota
Poet By : Mirza Galib
Hazaaron Khwahishein Aisee Ke Har Khwahish Pe Dam Nikley”
”Bahut Nikle Mere Armaan Lekin Phir Bhi Kam Nikle
Poet By: Mirza Gali
”Bahut Nikle Mere Armaan Lekin Phir Bhi Kam Nikle
Poet By: Mirza Gali
terii tasviir se karataa thaa baate.n
mere ghar me.n aa_iinaa nahii.n thaa
Poet By:Maja
Mazhab alag zabaan alag, jisam o jaan alag,
dil ek hai magar mere hindustan ka.
Poet By: Moazzam ali moazzam
jise hamari mohabbat hamara gum hoga,
wahi hamare liye sab se mohatram hoga.
mere ghar me.n aa_iinaa nahii.n thaa
Poet By:Maja
Mazhab alag zabaan alag, jisam o jaan alag,
dil ek hai magar mere hindustan ka.
Poet By: Moazzam ali moazzam
jise hamari mohabbat hamara gum hoga,
wahi hamare liye sab se mohatram hoga.
Poet BY: J.Rasheed Mujhe tumse koi shikwa nahi hai, bahut din ho gaye roya nahi tha. Poet By : Ateeq Ullah shehar mai aakar padne wale bhool gaye, kis ki maa ne kitna zewar becha tha. |